Enjoy !!!—Chatur’s Great Speech from 3 Idiots :)
Adarniya sabhapati mahodaya …atithi vishesh
shikshan mantri shri R D
tripati [tripathi] ji ..maanyaniya
shikshagan aur mere piyaaare [pyare]
sahpatiyo [sahapathiyon] …aaj
agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo
[bulandiyon] ko chhu raahaa [raha]
hai ..to uska shreya sirrf [sirf]
ekinsaan [ek insaan] ko jaataahai
[jata hai] shri veerusahastra buddhe
..give him a a big hand ..he is
a great guy really ..
Peechle buttis saal se inhone nirantar is
college mein balatkar
[balaatkaar ] pe balatkar kiye ..umeed hai
aagey bee [bhi] karte rahege
[rahenge] ..hamine to aashcharya hota
hai ki ek insaan apne jeevan kaal
mein itni balatkar kaisi kar sakta
hai …inhone kadi tapaasya se apne
aapko is kaabil bunaya [banaya]
hai ..waqt ka sahi upyog ghante ka purna
istemaal koi inse seeke
[seekhe] ..seeke inse seeke ….aaj hum sab
chaatra yaha hai ..kal
desh videsh mein fail [faael] jayenge ..waadaa
hai aapse jis desh
mein honge waha balatkar karenge I.C.E ka naam roshan
karenge
…dika [dikha] denge sabko jo balatkar Karne ki shamtaa yaha ke
chaatro mein hai wo sansaar ke kisi chaatro mein nahiii ….No other
chaatra No other chaatra
Recent Comments